Now 06:07 Take Care Yourself 😊 After long time ⌛️ Run 🏃♂️ Kaha ho ye jaruri hai 🚫 Wahi ka wahi jaha tha. Yaha hajaro log dfn hai aur at the end isse achchhi jgh nhi ho skti aapke liye kyonki yaha jo santi hai wo kahi nhi ye aukat dikhane wali jgh hai jaha jane ke bad koi nhi aata antim sty yhi hai. Now 08:26 Social media में वहीं दिखता है जो कुछ पल के लिए खुशी देता है इसीलिए दूर रहिए मस्त रहिए 😊 Ha ha ha 😂
Now 10:47PM Good Night Yar...🥺 Mujhe wo line yad aa gyi yar " maine thodi bola tha mujhse pyar kro... " Abhi bhi wo pl nhi bhul ska bahot roya tha yar kas puchh liya hota kya mai pyar kr skta hu? Koi n hota hai jivan me dukh aur sukh lga rhta hai. Be strong yar 😔 https://youtube.com/shorts/oDJzO0e9r5k?si=8HEHfbzM_4d_cP_p Jiske upr bite wahi jane kya hota hai drd jisne drd mahsus n kiya ho sb bate hai uske liye... Now 11:19PM PTA NHI NIND KYO NHI AA RHI TO EK BAT YE HAI KI JO HONA THA WO TO HO CHUKA HAI AB RONE SE KYA FAYADA. AUR JO HOGA USKE BARE ME SOCHNE SE KYA FAYADA. DONO KA MAI KUCHH NHI KR SKTA. TO MERI BHALAI ISI ME HAI ABHI SO JAU AUR SUBAH UTH KE MST PDHU KOI N HOTA HAI ESA JO HUAA SO HUAA AAGE NHI HONA CHAHIYE WARTMAN ME RHNA SIKHO BS. 😊 GOOD NIGHT MOR JAN 💞 🫂