Skip to main content

Posts

3 Nov 2026

 Now 06:07 Take Care Yourself 😊  After long time ⌛️  Run 🏃‍♂️  Kaha ho ye jaruri hai 🚫 Wahi ka wahi jaha tha. Yaha hajaro log dfn hai aur at the end isse achchhi jgh nhi ho skti aapke liye kyonki yaha jo santi hai wo kahi nhi ye aukat dikhane wali jgh hai jaha jane ke bad koi nhi aata antim sty yhi hai. Now 08:26 Social media में वहीं दिखता है जो कुछ पल के लिए खुशी देता है इसीलिए दूर रहिए मस्त रहिए 😊 Ha ha ha 😂 
Recent posts

2 Nov 2026

 Now 05:59 You are done bro 💪 Now 19:31 😂 Sb la chahiye paisa wala. Now 19:51 आपके आधुनिक हो जाने का कोई मतलब नहीं है जब आज भी इस संविधान नियम कानून का बहाना देकर न्याय प्रक्रिया धीमी है प्रदर्शन कर रहे हैं पहले जैसा पत्र लिखने की जरूरत आज भी है तो बदला क्या है घन्टा 🤬 chotta labra mn neta he au lut lehe sb la Bhaige kuchh ni ho ske ktko mehnat kr setting pahali le hoge he to kaha le top krbe tbhe laghi.

26 OCT 2026

 Now 23:18 Koi n khilawan jindgi me jo hona ty hai wo hoke rhega yar. Now 00:17 Chhod yar jo ho gya use mt dekh abhi present moment me ra nind ni aat he to kam kr le au koi solution niye jo hohi dekha jahi. Now 00:34 Esa sbke sath hota hoga n ain wkt pr tane dekr dur krne ki kosis krte hai kyonki mn bhr jata hai.

23 OCT 2026

 Now 04:35 Yar kl shree krishna ne kaha jab mahabharat dekh rha tha tb. Ki bhagwan bhi manushya ka bhagya uske karmo ki taraju me taulkr tay krte hai. Its clearly say that jaisa kroge waisa tumhara bhagya bnte chla jayega nothing is pre define mtlb saaf hai wartman hi bhavishya ki niv hai. Thank you yar 😊 Good Morning Everyone Have a nice day 💪 Keep Learning and khub amir bno. Khub paise kamao aur khub aage bdho kl ek aur bat jani maine amiro ne hmesha se hi suru se garibo ka soshn krna chaha hai aur kiya bhi hai ty aapko krna hai aap kya kr skte ho soshn ya madat. Madat krne ke liye amir hone ki jarurt nhi hai na hi garib hone ki bs ek achchha insan bno aur apna krma kro. Thik hai yar bhagwan thank you for this life. ♥️ Krishna ki kahi huyi bat bhale hi chhoti lg rhi ho lekin usme pura bhut aur bhavishya ka rahsya chhupa hai i imagine bhai sahab kya bat hai yar mja aa gya. Filhal jinko jo krna hai kro mai bhi chla apna krma krne bye bye 😊 duniya bhr ka sochne se kuchh nhi hoga ...

22 OCT 2026

 Now 06:40 Jb subah achchhi ho to lgta hai pura din achchha jane wala hai i am stereotype insan 😊 Bachpan se hi esa hota hai ki aadat bn jati hai sun sun ke dekh dekh ke ki esa hota hoga waisa hota hoga reality kya hai pta hi nhi chlta aakhir esa kyo bolte hai subah achchha gya to sara din achchha jane ka chance bdh jata hai ya jata hai whatever. Esa bolte kyo hai ye paper me aane wala hai nhi to chhod paper pass krna aur paisa kamana hai bs. But mujhe mst lgta hai jb gm hoti hai to🫂 Yar mujhe lgta hai mai ese hi marunga rat hogi fir mai mar jaunga rat bhr kisi ko pta nhi chlega subah pta chlega yaha tk ki sone ke bad mujhe bhi pta nhi chalega ki mai mr gya. Yar mai nhi chahta mujhe dukh ho mai chahta hu sote 2 hi mai chla jau jaha kuchh bhi khone ka gm na ho aur ye ho gya to mja aa jayega. Mai bilkul nhi chahta mujhe dukh ho isiliye khush hokr sona aur khush hokr jgna chahta hu 😊🥰 khushi is bat ki, ki mai jinda hu. Yar bhagwan ne bahut achchhi life di hai yar. Now 9:28 Amiro k...

20 OCT 2026

 Now 06:53 Pet pooja sbse pahale uske bad bhakti  Kyonki bhukhe pet bhajan n hoye gopala, Good Morning Yar 😊 have a good day lets start to do something better then myself.

19 OCT 2026

 Now 06:29 Chhattisgarh ke liye ya kahe logo ke liye isse bure din kya ho skte hai ki college ka bhi yuktiyukt ekikarn hone ja rha bade durbhagya ki bat hai ki pdhai ko skill based krne ke bajay use puri trh se bnd kiya ja rha hai upgrade krne ke bajay use bnd hi kiya ja rha hai. Chhod yar ye sala cg govt ho ya central dono bekar he. Amir au amir bnt he yar 😃 grib kaise amir bne jb amir bnne ke raste hi bnd ho rhe ho. Koi na i am creating my own business running for job 😂 Now 08:18 Continuous Learning