Skip to main content

Posts

Showing posts from October, 2026

3 Nov 2026

 Now 06:07 Take Care Yourself ๐Ÿ˜Š  After long time ⌛️  Run ๐Ÿƒ‍♂️  Kaha ho ye jaruri hai ๐Ÿšซ Wahi ka wahi jaha tha. Yaha hajaro log dfn hai aur at the end isse achchhi jgh nhi ho skti aapke liye kyonki yaha jo santi hai wo kahi nhi ye aukat dikhane wali jgh hai jaha jane ke bad koi nhi aata antim sty yhi hai. Now 08:26 Social media เคฎें เคตเคนीं เคฆिเค–เคคा เคนै เคœो เค•ुเค› เคชเคฒ เค•े เคฒिเค เค–ुเคถी เคฆेเคคा เคนै เค‡เคธीเคฒिเค เคฆूเคฐ เคฐเคนिเค เคฎเคธ्เคค เคฐเคนिเค ๐Ÿ˜Š Ha ha ha ๐Ÿ˜‚ 

26 OCT 2026

 Now 23:18 Koi n khilawan jindgi me jo hona ty hai wo hoke rhega yar. Now 00:17 Chhod yar jo ho gya use mt dekh abhi present moment me ra nind ni aat he to kam kr le au koi solution niye jo hohi dekha jahi. Now 00:34 Esa sbke sath hota hoga n ain wkt pr tane dekr dur krne ki kosis krte hai kyonki mn bhr jata hai.

23 OCT 2026

 Now 04:35 Yar kl shree krishna ne kaha jab mahabharat dekh rha tha tb. Ki bhagwan bhi manushya ka bhagya uske karmo ki taraju me taulkr tay krte hai. Its clearly say that jaisa kroge waisa tumhara bhagya bnte chla jayega nothing is pre define mtlb saaf hai wartman hi bhavishya ki niv hai. Thank you yar ๐Ÿ˜Š Good Morning Everyone Have a nice day ๐Ÿ’ช Keep Learning and khub amir bno. Khub paise kamao aur khub aage bdho kl ek aur bat jani maine amiro ne hmesha se hi suru se garibo ka soshn krna chaha hai aur kiya bhi hai ty aapko krna hai aap kya kr skte ho soshn ya madat. Madat krne ke liye amir hone ki jarurt nhi hai na hi garib hone ki bs ek achchha insan bno aur apna krma kro. Thik hai yar bhagwan thank you for this life. ♥️ Krishna ki kahi huyi bat bhale hi chhoti lg rhi ho lekin usme pura bhut aur bhavishya ka rahsya chhupa hai i imagine bhai sahab kya bat hai yar mja aa gya. Filhal jinko jo krna hai kro mai bhi chla apna krma krne bye bye ๐Ÿ˜Š duniya bhr ka sochne se kuchh nhi hoga ...

22 OCT 2026

 Now 06:40 Jb subah achchhi ho to lgta hai pura din achchha jane wala hai i am stereotype insan ๐Ÿ˜Š Bachpan se hi esa hota hai ki aadat bn jati hai sun sun ke dekh dekh ke ki esa hota hoga waisa hota hoga reality kya hai pta hi nhi chlta aakhir esa kyo bolte hai subah achchha gya to sara din achchha jane ka chance bdh jata hai ya jata hai whatever. Esa bolte kyo hai ye paper me aane wala hai nhi to chhod paper pass krna aur paisa kamana hai bs. But mujhe mst lgta hai jb gm hoti hai to๐Ÿซ‚ Yar mujhe lgta hai mai ese hi marunga rat hogi fir mai mar jaunga rat bhr kisi ko pta nhi chlega subah pta chlega yaha tk ki sone ke bad mujhe bhi pta nhi chalega ki mai mr gya. Yar mai nhi chahta mujhe dukh ho mai chahta hu sote 2 hi mai chla jau jaha kuchh bhi khone ka gm na ho aur ye ho gya to mja aa jayega. Mai bilkul nhi chahta mujhe dukh ho isiliye khush hokr sona aur khush hokr jgna chahta hu ๐Ÿ˜Š๐Ÿฅฐ khushi is bat ki, ki mai jinda hu. Yar bhagwan ne bahut achchhi life di hai yar. Now 9:28 Amiro k...

20 OCT 2026

 Now 06:53 Pet pooja sbse pahale uske bad bhakti  Kyonki bhukhe pet bhajan n hoye gopala, Good Morning Yar ๐Ÿ˜Š have a good day lets start to do something better then myself.

19 OCT 2026

 Now 06:29 Chhattisgarh ke liye ya kahe logo ke liye isse bure din kya ho skte hai ki college ka bhi yuktiyukt ekikarn hone ja rha bade durbhagya ki bat hai ki pdhai ko skill based krne ke bajay use puri trh se bnd kiya ja rha hai upgrade krne ke bajay use bnd hi kiya ja rha hai. Chhod yar ye sala cg govt ho ya central dono bekar he. Amir au amir bnt he yar ๐Ÿ˜ƒ grib kaise amir bne jb amir bnne ke raste hi bnd ho rhe ho. Koi na i am creating my own business running for job ๐Ÿ˜‚ Now 08:18 Continuous Learning

18 OCT 2026

 Now 06:43 Pap to huaa hai mujhse prayaschit kuchh bhi nhi ese soch ke dukhi hone ka bhi koi mtlb nhi isiliye chill kro yar jo ho gya so ho gya aur sb bdhiya. Good Morning Everyone ๐Ÿ˜Š Pap aur punya nam ka kuchh nhi aur na hi achchha bura kuchh hota hai, na hi sach aur jhuth hota hai sb mauke ke hisab se sthiti pristhiti ke hisab se judge kiye jate hai. Isiliye tum jis krm ko krne me khush ho log khush hai wo kro kisi ko dukh dene ka koi mtlb nhi hai. Life bahut chhoti si hai usme bhi dukhi aur mayus hoke hi jina hai to fir kya jina hai yar baby? Baby word only for me. Aur mai apne liye likhta hu yar kisi ke liye nhi mtlb kisi ke liye nhi. So be Happy Forever and Ever ๐Ÿ˜Š๐Ÿซ‚ Now 7:43 Frq nhi pdta kaise ji rhe ho jina hi to hai ๐Ÿ˜Š Lgta hai firse pap ho gya๐Ÿ˜‚ Now 14:19 ๐Ÿ™๐Ÿ™ Ram Ram 

17 Oct 2026

 Now 15:11 Ese lg rha hai jaise bahut bda pap ho gya mujhse chhi kaisa insan hu mai. Pr koi n mujhse bhi bde papi huye hai khushi 2 mrna hai yad rkh ghnta frq nhi pdta. ๐Ÿ˜‚๐Ÿ˜‚ moye moye 

15 OCT 2026

 Now 05:59 Hajar dost ho ya kitne bhi ghr wale ho lekin bure wakt me aapke kam nhi aaye to udas hone ka mayush hone ka nhi. Himmat jutane ka aur ye accept krne ka ki tum akele aaye the aur akele jaoge to jine ke liye sahara ki jarurt kyo hai. Sb moh maya hai esa socho aur aage bdho koi sath de ya na de tum apne aap ka sath kabhi bhi mt chhodna. Ok buddy chill kr pdhai kr kyonki yhi hai jo bahut bahut amir bna skta hai sbse aasan rasta. Good Morning Everyone ๐ŸŒบ Keep smiling you are done bro... Now 7:00 Sala ekdm bekar lg rha hai yar ese lg rha hai ab kuchh nhi bcha life me krne ke liye. Krne ko to bhut kuchh hai lekin ese lg kyo rha hai yar? Yar sahi me akele rhna sikhna behtr hai. Now 7:08 Iska mtlb mai troma se gujar rha hu kya bat hai sala kb ese ho gya pta hi nhi chla koi n focus waha kro jaha se result nikle. Pdh pdh pdh pdh pdh pdh pdh pdh ๐Ÿ˜‚๐Ÿ˜‚ Now 7:18 Yar huaa kya hai yar sbkuchh thik hai life me fir bhi ese kyo lg rha hai yar ekdm se jg suna suna lage jg suna suna lage chho...

14 OCT 2026

 Now 21:30 เค•เคฐ्เคฎों เค•ा เคซเคฒ เค…เค—เคฒे เคœเคจเคฎ เคฎें เคจเคนीं เค‡เคธी เคœเคจเคฎ เคฎें เคฎिเคฒเคคा เคนै. เค‡เคธीเคฒिเค เคนे เคญเค—เคตाเคจ เคฎुเคे เคนเคฎेเคถा 2 เคเคธे เค•เคฐ्เคฎों เคธे เคฌเคšाเค เคฐเค–เคจा เคœिเคธเค•ा เคชเคฐीเคฃाเคฎ เคฌेเคนเคฆ เค•เคท्เคŸเคฆाเคฏเค• เคนो. เค†เคœเคคเค• เคœो เคญी เค—เคฒเคค เค•िเคฏा เคนोเคŠँเค—ा เค‰เคธเค•े เคฒिเค เค•्เคทเคฎा เคญเค—เคตเคจ เค†เคช เคนเคฎेเคถा 2 เคฎेเคฐे เคธाเคฅ เคฐเคนेंเค—े เค‡เคธी เค†เคธ्เคฅा เค”เคฐ เคตिเคถ्เคตाเคธ เค•े เคธाเคฅ เค•ोเคŸि เค•ोเคŸि เคงเคจ्เคฏाเคตाเคฆ! ๐Ÿ™๐Ÿ™

9 Oct 2026

 Now 23:03 Is sarkar pr bharosha krna bekar hai yar kitne dino se taiyari me lga tha aakhir me exam hi kb hoga ye pta nhi ab. Chhod yar kuchh ht ke kr. Now 00:38 Koi n yar mehnat kr bs ๐Ÿ˜’

2 Oct 2026

 Now 21:30 Mahatma gandhi ki jai ๐Ÿ™ Amir hoke garibo ke liye dhoti me aajadi ki ladai ladne wale mahapurus ko st 2 naman... Kya mentality rahi hogi na koi fayda, na kamana, na parivar ki itni chinta ki, aage dhn kamana hai. Aakhir chinta rahegi kyo beta amir tha already. tha unke pass bahut kuchh. Isse yhi sikh milti hai pahale khud kabil bn jao fir logo ki ladai ldna. Ram Ram ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ช kehkr jo mr gye. Now 23:03 Dekho yar life me na jo hona rehta hai wo hoke rehta hai isiliye jo ho gya usme uljhe mt rho aage bdho kuchh nya kro.  Chill kr bro yhi to at the end mera wish hota hai ki jo koi jo kuchh bhi chahta hai use mil jaye mujhe dukh ho mujhe sukh ho koi mtlb nhi at the end mai wahi chahta hu jo log chahte hai wo ho jaye bs.