Now 06:07 Take Care Yourself 😊 After long time ⌛️ Run 🏃♂️ Kaha ho ye jaruri hai 🚫 Wahi ka wahi jaha tha. Yaha hajaro log dfn hai aur at the end isse achchhi jgh nhi ho skti aapke liye kyonki yaha jo santi hai wo kahi nhi ye aukat dikhane wali jgh hai jaha jane ke bad koi nhi aata antim sty yhi hai. Now 08:26 Social media में वहीं दिखता है जो कुछ पल के लिए खुशी देता है इसीलिए दूर रहिए मस्त रहिए 😊 Ha ha ha 😂
Abdul kalam ne kaha tha sapne wo nahi jo aap sote wakt dekhte ho sapne vo hai jo aapko sone nahi dete.
Agar ye bat sahi hai to mai aaj bhi sapne ki duniya se bahar nahi nikla hu.
Nind hi nahi aati thik se 12 baje soya 3:31 ko fir se jag gaya bhai ho kya raha hai.
Majak bana ke rakha hai.;)
Any way Good Morning...
Comments
Post a Comment
Thanks for being part of the Khilawan community. You can read our policy on moderating comments and learn more about our new updates keep subscribe...